BaAAdlav se Zindagi ke nazariye badal gaye,
pyar to wahi bus andaz-e-bayan badal gaye !!
Saath saath chalna aasan nahi hota,
Kabhi hum peeche rahe, kabhi woh aage nikal gaye !!
Aanso ka aankh se nikal kar gir jana to theek hai magar,
keemat to unhi aansoo ki hai jo aankh hi mein reh gaye !!
Har baat untak tak pahunche yeh zaroori to nahi,
kuch aaise bhi lubz hai jo zubaan tak nahi gaye !!

m a fan!
ReplyDelete